Top 10 best Alternatives of Google Adsense in Pakistan

Every blogger try to earn money using Google ad-sense because ad-sense has high paying ads from top companies of the world but mostly bloggers blogging start karty hi adsense k liye bhi apply kar dety han, Google un k blog ko review karny k bad content or visitor(agar original provide kiya gya ho) kam hony k waja se ad sense account approve nahi karta, keyun k world level par Google ka ek standard hai or Pakistan me to us k rules or bhi strict han, esi condition me kuch blogger earning k liye top 10 Most Popular Ad sense Alternatives ko search karty han Jo un k blog k liye ads provide kar saken or jab un ka blog popular ho jae to wo ad sense k liye apply kar saken. Here we are showing some best and hign paying Google ad-sense alternatives for some newbies but ad-sense alternatives k liye apply karny se pehly bhi aap ko apny blog k liye quality content provide kar k good traffic create karna parhy gi. Now We’re sharing Top 10 Best Google Adsense Alternatives in Pakistan.


Ad sense alternatives mein sub sey pehley tu Revenuehits hi hai aur yeh websites ko bohet asaani sey approve ker leyta hai aur ads bhi bohet  achey provide kerta hai  is mein ads key bhoet sey type key hotey hai for example:Pop unders, Top Banners, Footers & 600x330, along with standard sizes work amazingly well!! aur aur yeh paypal aur wire transfer key through payout hota hai merey khiyaal sey aap ko yeh website istmaal kerni chahiyey kiyu key yeh mein bhi use kerta hon tu Click Here key bottun per click kerey aur register hon jaey.



Ad sense alternatives dosra  media.net hai jo yahoo or Bing ka combine contextual ad network hai jo like ad-sense hi hai, yani ye page k content se related ads provide karta hai. Media.Net k rules bhi strict han kyun k ye bhi high paying ads only quality blogs ko hi provide karta hai. Ye ad unit k bohut se size provide karta hai jis ko website ki kisi bhi position par adjust ho jaty han, Revenue impression ki base par bhi generate hota hai or PayPal k through Minimum $100 payout deta hai. Due to above reasons, Media.Net bhi kisi account ko itna easy approve nahi karta, Is liye is par apply karny se pehly Alexa par apny blog ki traffic check kar len jo minimum 250 visitors/day hai jis me se agar 5% traffic UK or USA ki ho to account easily approve ho jae ga.


Yeh bhi Ad sense alternatives hai per Yeh choti moti website ko itnhni jaldi approve nahi kerta ager ker ley tu bhoet faida ho ga yeh adcash bhi google Adsense ki terha ads show kerta hai paypal key through payout kerta hai.


 Ye bhi pay per click advertisement network hai Jisy Ad sense ka ek acha alternate samja jata hai. Ye mostly total content me se kuch text par dot ya double dot lga deta hai, Jab user us par mouse le kar jata hai to ek small window me text ya rich media ads display kar deta hai. Info links par account approve karwana itna difficult nahi hai, revenue bhi acha hota hai, Jis k bad PayPal ya check k through minimum payout $50 or bank wire ya western union k through payout $100 hai.

Ye bhi Google Ad-sense ka ek alternative hai jis ka approval easily hasil kar k earning ki ja sakti hai, but I want to tell you k ye network high paying ads provide nahi karta or impression par bhi revenue generate nahi hota, Is liye I think k Is k through revenue get karny me aap ko “Chatti ka Doodh” yad aa jae ga, or payout bhi aap k children hi karwa saken ge.


yeh bhi google adsense alternatives hai yeh websites ko bohet asaani sey approve ker leyta hai aur bohet achey ads show ker ta hai jab aap is key ads apni website per show kertey hai tu yeh text ads bhi automatic ho jatey hai inflolinks ki tera aur ye 10% paypal key through payout hotey hai.Union Western aur Check 100% aur Wire Transfer 500% key through payout hota hai.


IS network k through earning aap k blog ki traffic ki type par depend karta hai, kyun k agar aap ek professional han or stylish website create kar k original content provide kar sakty han to ye network aap k liye bohut useful hai, earning more money k liye aap ko kisi tarha ki difficulty nahi ho gi.

Post a Comment

 
Top